kisi ne keh diya ki saab aap bada accha kaise likhte ho ?? , aap pravriti b badi sabhya, saaf-suthri,samredh hai, aur badi baat hai ki aap bade acche Kavi ho.........
Kavi ka naam sunkar mera dimagi santulan kharab hone laga,
mera aapa q na jane khone laga,
maine aaw dkhi naa taw do panktiya daag di.................
"ham kavi nahi ek bebas or lachaar bhartiya h,
jo apne himmat se Haar ko b Jeet likhta h,
jaadu to hamari mitti ki khusbu me hai doston
jo saikdo gamo ko nichodkar
ek rangeen geet likhta h",...............