Abhay Kumar aaj muhabbat ka aagaz hua hai
kal Ek haseen anzaam ho jayega,
Saari khusiya Fiki pad jayegi aasman ki,
zameen pe sitaaro ka naam ho jayega
iss berang si duniya me, paani ka daam ho jayega.
mere ask Gum me ghulega, or mitha sa jaam ho jayega,
ab tm naa mile mujhe to sayd,
ye kissa bhi Tamaam ho jayega....
. by "nishabd abhay"

No comments:
Post a Comment